Ghamand Kar Lyrics: The song is sung by Sachet Tandon and Parampara Thakur. Anil Verma has written the Ghamand Kar Lyrics in Hindi while Sachet-Parampara has produced the music. The song is from Om Raut directed Hindi feature film Tanhaji starring Ajay Devgn, Kajol and Saif Ali Khan.

Ghamand Kar Lyrics - Tanhaji | Sachet Tandon, Parampara Thakur

Ghamand Kar Lyrics in English

Bhawani ke veeron utha lo bhuja ko Satyagini ko mastak saja lo Swaha ho shatru prachand macha do Dhamak dhamak veer path Desh ka path jeet path Kadmon ki taal se Dhool ka baadal saja Shatru ke lahu se Dharti ka shringar kar Desh par prahaar hai Prahaar kar, prahaar kar Ghamand kar prachand kar Tandav sa yuddh kar Yuddh kar bhayankar Ghamand se chalo Na daro na giro Kaat sabko dil se Jeet ki oar chalo Ghamand ki pukaar hai Daro na daro Dal-dal mein lahu ke Badh chalo, badh chalo Ghamand hi tere Sheesh ka shringar hai Cheer sheesh sabke Badh chalo, badh chalo Ghamand se chalo Na daro na giro Kaat sabko dil se Jeet ki oar chalo Rakt girega maati taregi Pyaas bujhegi ho Dushman katega dharti sajegi Desh sajega ho

Ghamand Kar Video Song


Ghamand Kar Song Info

Movie – Tanhaji
Director – Om Raut
Cast – Ajay Devgn, Kajol and Saif Ali Khan
Singer – Sachet Tandon, Parampara Thakur
Lyricist – Anil Verma
Music  Sachet-Parampara
Music Label – T-Series